Dosti kya hai?
Dosti hai duniya ka sabse khubsurat Rishta, Nahi hai koi muqabla jiska, Dosti na kavel paas lati hai ajnabi ko, Balki thaam leti hai dur jaate har karibi ko Dost woh hai jo dena chahe apko har khushi Khush ho jae dekhkar apki ek hasi Dost woh nhi jo mar jae apke bina Dost woh hai jo jee na sakae apke bina Har rishte ki shuruaat hai dosti Har rishte ka adhaar hai dosti Agar dosti ho sachi toh khushnaseeb hai aap Warna duniya mei matlabi kon nahi hai janaab Dost bharta hai dum apke dum se hota hai shamil apki har khushi aur gum mei Bache jab jawani mei kadam rakhte hai Tab Maa Baap bhi dost bankar nazar rakhte hai Ladka Ladki bhi toh dosti se hi nae rishto ki neev rakhte hai Mauz masti bhi toh dosto mei hi hoti hai Varna Baki duniya toh bas kosti aur roti hai Pal doh pal ki hai ye zindagi Haste muskurate jee lo khushi khushi Jo mil jae ,Ussae has ke mil lo Jo bhul jae ussae bhi dua doh Kya pta kab ye saans t